money stuck in cdm machine application || cdm money stuck || money stuck in atm || Cash deposit machine me paisa fas jaye to kya kare || only 5 step me aap apna paisa wapas paye.

 Agar aapka paisa atm machine yaani ki cash deposit machine me paisa daalte samay fas jaye to kya kare. Aksar aap jaate hai cash deposit machine me paise daalne toh waha PE kabhi na kabhi koi bhi reason ke liye aapka paisa ATM machine me hi rah jaata hai. Ya toh wo reason time error ya phir server error ke kaaran jyada hota hai. Toh aap niche diye Gaye 5 step follow karke aap apna paisa wapas Paa sakte hai.



Step 1Aapko atm ATM machine ke saamne rukna hai jab tak machine se slip ya parchi naa Nikal jaaye.


Step 2. Aapko wo slip jo atm machine yaani ki CDM machine se Nikla tha wo Branch Manager Ko Dena hai.


Step 3 , se ek complaint form Lena hai. ya fir aapko pas ke koi Xerox machine shop pe bhi complaint form mil jayenge.



Step 4 . Upar jaise dikhaya gya hai waise aapko form attached kar Dena hai. Aur usme Name, account number , kitna paisa fasa hai wo, account holder name , etc jo jo fill karne ka option hai wo fill kar dijiyega.


Step 5 . Aapko wo form branch manager Ko jama kar dijiyega aur aapko apke paise 6 to 7 din me aapke account me chala jayega. Jo ki aap jo account me paisa paisa daalna chahte the.
 
Agar aap iska video dekna chahte hai to click here for video and 

Agar aap online complaint karna chahte hai to click here for online complaint video.


Post a Comment

0 Comments